Welcome. Please Dont Forget to Comment on posts and Follow the group so that I can know that Someone is Getting Benefits Of the Postings. It is in YOUR hands to keep this Blog Alive. Thanks!

Hawas-e-manzil-e-Laila

By Allama Iqbal

Hawas e manzil e Laila na tu daari o na man
jigar e garmi e sehra na tu daari o na man

man jawaaN saaqi o tu peer e kuhan maykada ii
bazm e maa tashna o sehba na tu daari o na man

Khazafi bood keH az saahil e darya cheedeem
daana e gauhar e yakta na tu daari o na man

deegar az Yusuf e gumgashta suKhan natawaaN guft
tapish e Khoon e ZulaiKha na tu daari o na man

ba keH baa noor e charaagh  e tah e daamaaN saaziim
taaqat e jalwa e seena na tu daari o na man

  
ہوسِ منزلِ لیلی نہ تو داری و نہ من
جگرِ گرمیِ صحرا نہ تو داری و نہ من

من جواں ساقی و تو پیرِ کہن میکدہ ئی

بزمِ ما تشنہ و صہبا نہ تو داری و نہ من


خزفی بود کہ از ساحل دریا چیدیم
دانۂ گوہر یکتا نہ تو داری و نہ من


دگر از یوسفِ گمگشتہ سخن نتواں گفت
تپشِ خونِ زلیخا نہ تو داری و نہ من

بہ کہ با نورِ چراغِ تہِ داماں سازیم
طاقت جلوۂ سینا نہ تو داری و نہ من
 





Translation by Faiz Ahmed Faiz in urdu



Hawas-e-manzil-e-Laila na tujhe hai na mujhe
taab-e-sargarmi-e-sehra na tujhe hai na mujhe

maiN bhi saahil se Khazaf chunta raha huN tu bhi
haasil ik gauhar-e-jadda na tujhe hai na mujhe

chhoDiye Yusuf-e-gumgashta ki kya baat kareN
shiddat-e-shauq-e-ZulaiKha na tujhe hai na mujhe

ye charaagh-e-tah-e-daamaaN hi bahut hai hamko
taaqat-e-jalwa-e-seena na tujhe hai na mujhe




Both the  original poem and the translation are available Here for downloading....






 

Abida Parveen







Hairaan hua
{Sachal Sarmast}
Hamko yaaN dar dar phiraya yaar ne
{Niyaz Barelavi}
Kuchh is adaa se aaj wo pahloo-nashiiN rahe
{Jigar Moradabadi}
Rang baateN kareN aur baatoN se Khushboo aaye  
{Zia Jalandhari}
Ye kaun aata hai tanhaaiyoN meN jaam liye
{Makhdoom Mohiuddin}

Shumona Roy Biswas


Some of very nice compositions in classical ghazals...
Here are some Gems from her two albums 'Daagh' and 'Ghalb'

 Aap ka Aitbaar Kaun Kare
{Daagh Dehlavi}
 Bas ki Dushwaar Hai Har Kaam ka AasaN Hona
{Mirza Ghalib}
 Dil-e-naadaN tujhe Hua Kya Hai
{Mirza Ghalib}
 Ibn-e-Mariyam Hua Kare Koi
{Mirza Ghalib}
 Ishrat-e-Qatra Hai Dariya me Fanaa Ho Jaana
{Mirza Ghalib}
 Kaabe ki hai Hawis kabhi Kuu-e-butaaN ki hai
{Daagh Dehlavi}
 Khatir se ya lihaaz se Main Maan to gayaa
{Daagh Dehlavi}
 Kiya hai DiiNdaar us sanam ko hazaar ToofaaN utha utha kar
{Daagh Dehlavi}
 Mohabbat me kareN kya kuchh kisi se ho nahiN sakta
{Daagh Dehlavi}
 Zikr us Pariivash ka aur phir bayaaN apna
{Mirza Ghalib}

Rahat Indori






 Introduction
 Apne hone ka is tarah pata dete the

 Baithe Baithe koi khayal aaya
 Daanv par maiN bhi daanv par tu bhi
 DarmiyaN ik zamana rakkha jaaye
 Diye jalaaye to anjaam kya hua mera
 Dhoop samandar chehra hai
 HameN ab ishq ka chaala paDa hai
 Har musafir hai sahaare tere
 Haste rahte hai musalsal Ham tum
 Jitne apne the sab paraaye the
 Lamha Lamha mujhe jangal ka safar lagta hai
 Mausam ki manmaani hai
 Mere marne ki khabar hai usko
 Mutafiq jo fazaa taiyaar ki hai
 Pahli shart judaayi hai, Ishq baDa harjaayi hai
 SubukRau uth kabhi talwaar ho jaa
 Zindagi bhar door rahne ki sazaayeN rah gayi


Gurdas Maan

Gurdas Maan, no doubt, the Greatest name of Punjabi Music.
Some of His best compositions............................... Most of them are written by Himself :)




 Asi Tere Shehr nu Salaam kar chale haaN


 RaatoN ko uth uth kar jin ke liye rote haiN

 SaheliyaN - Je tu bin dasseyaN tur jaana si